Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai

Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
Bas Aap Ki Rehmat Ka Sarkar Sahara Hai

Dooba Hun Gunahon Main, Sarkar Karam Karna
Rahmat Bhi Tumhari, Banda Bhi Tumhara Hai

Ay Maut Zara Ruk Ja, Kiya Itni Bhi Jaldi Hai
Aankhon Main Abhi Meri, Taiba Ka Nazara Hai

Chahay Yeh Jahan Chootay, Chahay Yeh Jahan Roothay
Tootay Na Shaha Tum Say, Rishta Jo Hamara Hai
Tootay Na Meray Maula, Rishta Jo Hamara Hai

Hai Passt Agar Qismat, Ghabra Na Amin Aasi
Woh Jeet Gaya Mehshar, Duniya Main Jo Hara Hai

Taufeeq Mujhay Di Hai, Duniya Main Jo Naatoun Ki
Mehshar Main Bhi Keh Dena, Furqan Hamara Hai


Related Content

  1. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics
  2. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  3. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  4. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  5. Hum Apni Hasrat E Dil Ko Mitane Aaye Hai  Naat Lyrics
  6. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  7. Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics
  8. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  9. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  10. Mujhe Rang De Maula
  11. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  12. Dare Khawaja Pe Sawali  Naat Lyrics
  13. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  14. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  15. Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi
  16. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
  17. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  18. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  19. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  20. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin

Leave a comment