Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta

Baatein bhi Madine ki, raatein bhi Madine ki
Jeene me ye jeena kya, baat he jeene ki

Arsa huwa Tayba ki, ghalyon se woh ghuzre the
Is waqt bhi ghalyon me, khusboo he Paseene ki

Ye zakm he Tayba ka, ye sab ko nahein milta
Koshish na kare ko?ee, is zakm ko seene ki

Toofan ki kya parwah, ye bhool nahein sakta
Daaman he Dua un ki, Ummat ke safeene ki

Har saal ke aane ka, I?zaaz he Mirza
Sarkaar banaate he, taqdeer kameene ki


Related Content

  1. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
  2. Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics
  3. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  4. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  5. Nahi He Koi Duniya Main Hamara  Naat Lyrics
  6. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  7. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  8. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  9. Ham Dar-E-Aaqa Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain   Naat Lyrics
  10. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  11. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  12. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  13. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  14. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  15. Aap aye duniya vich door hoye gham
  16. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  17. Aagae Mustafa Ki Sawaari
  18. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  19. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  20. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya

Leave a comment