Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahein Koiee

Ab meri Nigahon mein to jajta nahein koiee
Jaise meri Sarkaar he aisa nahein koiee

Tum sa to husin aankh ne dekha nahein koiee
Ye shaane latafat he ke sayaa nahein koiee

Ay zarfe nazar dekh maghar dekh adab se
Sarkaar ka jalwoh he tamashaa nahein koiee

Ye toor se kehtie he abhi tak shabbe Meiraj
Didaar ki taakat ho to parda nahein koiee

Iizaaz ye haasil he to haasil he zameen ko
Aflaak pe to Ghumbade Khazra nahein koiee

Hota he jahan Zikre Muhammad ke karam ka
Is Bazm me mehroome tamanna nahein koiee

Sarkaar ki rahmat ne maghar koob nawaaza
Ye sach he ke Khalid sa nikama nahein koiee


Related Content

  1. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  2. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  3. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  4. Jo Madina Hum Bhi Jaate (Naat Lyrics)
  5. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  6. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  7. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  8. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  9. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  10. Do jag de wich hoye ujaale,
  11. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
  12. Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein  Naat Lyrics
  13. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  14. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  15. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon (Naat Lyrics)
  16. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  17. Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics
  18. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  19. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics
  20. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA

Leave a comment