Khairul Bashar Par Lakho Salam  Naat Lyrics

Khairul Bashar par Lakho Salam

Lakho Darood aur Lakho Salam

Jinno Malaek Tere Ghulam

Sab se siwa hai Tera Muqaam

Yaseen O Taha Tere hi naam

Ala se Ala Tera Muqaam

Sab Ambiya ka Tu hai IMAM

Kul Aulia hai Tere Ghulam

Arshe baree tak charcha Tera

Shams o Qamar hai Sadqa Tera

Yeh mahe kamil husne tamam

Sab ko mayas’sar ho yeh muqaam

Pahoonche Madine bankar Ghulam

Padhte Darood aur Padhte Salam

Itna Karam to Farmaiye

Rauze pe sab ko bulwaiye

Hazir yahaan hai jitne ghulam

Teri Sana hai mera naseeb

Qurbaan Tujh par jaane Adeeb

Tujh par tassaduq Alam tamam

Khairul Bashar Par Lakho Salaam

Khairul Bashar par lakho Salaam
Lakho durood aur lakho Salaam

Sab ko muyassar ho yeh makam
Pahuche madine ban karf Ghulam
Padhte durood aur padhte salaam

Arshe baree tak charcha tera
Shams o Qamar hai sadqa tera
Aye maahe kaamil husne tamam

Khairul Bashar par lakho Salaam
Lakho durood aur lakho Salaam

Rab ki khushi hai mansha tera
Mansha hai rab hai teri riza
Tera sukhan hai rab ka kalaam

Khairul Bashar par lakho Salaam
Lakho durood aur lakho Salaam

Roaze azal joh chamka tha noor
Mehshar me hoga uska zuhoor
Awwal se aakhir tera hi naam

Khairul Bashar par lakho Salaam
Lakho durood aur lakho Salaam

Jinn o Malaeek tere ghulam
Sab se siwa hai tera maqaam
Yaseen O Taha tere hi naam

Khairul Bashar par lakho Salaam
Lakho durood aur lakho Salaam

Teri sana hai mera naseeb
Qurbaan tujh par jaan e Adeeb
Tujh par tassaduq aalam tamaam

Khairul Bashar par lakho Salaam
Lakho durood aur lakho Salaam

Tu Hi Hai Aaqa Tu Hi Raheem
Tujhse Juda Hai Mera Naseeb
Kar De Karam Ye Mange Fakeer

Khairul Bashar par lakho Salaam
Lakho durood aur lakho Salaam

Aala Se Aala Tera Makam
Sab Auliya Bhi Tere Gulam

Ham Padh Rahe Hai Tujh Par Salam

Khairul Bashar par lakho Salaam
Lakho durood aur lakho Salaam


Related Content

  1. Hum Apni Hasrat E Dil Ko Mitane Aaye Hai  Naat Lyrics
  2. Woh Bhi Din Ayega Ek Bar
  3. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  4. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  5. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  6. Nazar Mai Hai Kaba Tu Dil Mai  Naat Lyrics
  7. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  8. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics
  9. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  10. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  11. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  12. Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)
  13. Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)
  14. Noor ke motiyon ki larri ban gai
  15. Rab Mehfilan Sajayan
  16. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  17. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  18. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  19. Kharab Hal Kiya Dil Ko Pur Malal Kiya  Naat Lyrics
  20. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA

Leave a comment