Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain    Naat Lyrics

Chor fikr duniya ki chal Madine chalte hain
Mustafa Gulamon ki kismate Badal te hain

Rehmato Ke Badal Ke Saye Sath Chalte Hain
Mustafa Ke Diwane Ghar Se Jab Nikalte Hain

Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Gulamo Ki Qismatein Badal Te Hain

Humko Roz Milta Hai Sadqa Pyare Aqa Ka
Unke Dar Ke Tukdo Par Hum Jaise Khush Nasib Palte Hain

Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain

Amina Ke Pyare Ka Sabz Gumbad Wale Ka
Jashn Hum Manate Jalne Wale Jalte Hain

Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain

Sirf Sari Duniya Me Wo Taiba Ki Galiyan Hain
Jis Jagah Pe Hum Jaise Khote Sikke Chalte Hain

Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain

Sach Hain Gair Ka Ehsan Wo Kabhi Nahi Lete
Ay Alim Aqa Ke Jo Tukdo Pe Palte Hain

Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain


Related Content

  1. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  2. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  3. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
  4. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  5. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  6. Sunni Musalman Mai Sunni Musalman  Naat Lyrics
  7. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  8. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  9. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  10. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  11. Na Kahin Se Door Hein Manzilen  Naat Lyrics
  12. Al Madad Al Madad Al Madad Ya Khuda  Naat Lyrics
  13. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  14. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  15. Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
  16. He Kalaame Ilahi Me Shamsudduha  Naat Lyrics
  17. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
  18. Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics
  19. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki  Naat Lyrics
  20. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara

Leave a comment