Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat

Akhri Waqt Mein Kya Raunaq E Dunya Dekhoon

Ab Toh Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Isne Bhi Madina Dekh Liya Usne Bhi Madina Dekh Liya

Sarkar Kabhi Toh Mai Bhi Kahoon Maine Bhi Madina Dekh Liya

Ab Toh Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Mainu Majburiya Te Dooriya Ne Maareyaa

Sadh Lo Madine Aaqa (Salla Llahu ‘Alayhi Wa Sallam) Karo Meherbaaniyan

Tussaan Te Hai Derra Main Ton Bari Door La Leya

Sadh Lo Madine Aaqa Karo Meherbaaniyan

Ab Toh Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Phir Karam Ho Gaya Main Madine Chala

Jhoomta Jhoomta Main Madine Chala

Saakiya Meh Pila Main Madine Chala

Mast O Bekhud Bana Main Madina Chala

Mere Aaqa Ka Dar Hoga Paysh E Nazar

Chahiye Aur Kya Main Madine Chala

Ab Toh Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Ek Roz Hoga Jana Sarkar Ki Gali Mein

Hoga Waheen Thikana Sarkar Ki Gali Mein

Ab Toh Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Teri Jaliyon Ke Neeche Teri Rehmato Ke Saaye

Jisse Dekhni Ho Jannat Woh Madina Dekh Aaye

Ab Toh Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Mere Maula Meri Aankhein Mujhe Wapis Karde

Taake Iss Bar Mai Jee Bhar Ke Madina Dekhoon

Ab Toh Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon

Bulalo Phir Mujhe Ay Shah E Bahrobar Madine Mein

Mai Phir Rota Huwa Aaun Tere Dar Par Madine Mein

Madine Jaane Waalo Jaao Jaao Fi Aman’illah

Kabhi Toh Apna Bhi Lag Jayega Bistar Madine Mein


Related Content

  1. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  2. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  3. Hota agar zameen par saya Rasool ka
  4. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  5. Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)
  6. Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya  Naat Lyrics
  7. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  8. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
  9. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  10. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  11. Bulalo Phir Mujhay Ey Shahe Bahrobar, Madinay Main   Naat Lyrics
  12. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  13. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  14. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  15. Aadha Idhar Aadha Udhar
  16. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  17. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  18. Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge  Naat Lyrics
  19. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  20. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics

Leave a comment