Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics

Kabe ke Dar ke Samne Mangi hai Dua Faqat Naat Lyrics

Kabe ke dar ke samne mangi hai dua faqat

Hathon mein hashar tak rahe daman-e-Mustafa faqat

Apne karam se e Khuda ishq-e-Rasul kar ata

Akhiri dam zuban pe ho Salle Ala sada faqat

Tayba ki serr ko chaley qadmon mein unki jan dein

Duffan huun unke shehr mein hai yehi iltija faqat

Duniya ki sari ni’matain meri nazar mein hench huun

Rakhne ko sar pe gar mile nalain-e-Mustafa faqat

Munkar Naqeer qabar mein ham se sawal jab karain

Aise mein wird ham rakkhain ap ke nam ka faqat

Naza’a ke waqt jab meri sanson mein intishar ho

Meri nazar ke samne Gumbad ho woh hara faqat

Nat-e-Rasul-e-pak hai nazmi ka maqsad-e-hayat

Qabr mein bhi labon pe ho Sarkar ki sana faqat


Related Content

  1. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  2. Abhi jibril utre
  3. AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
  4. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  5. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  6. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  7. Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
  8. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  9. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics
  10. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  11. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  12. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  13. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  14. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  15. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  16. ZIKR E KHAIR UL WARA NAAT LYRICS
  17. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem
  18. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics
  19. Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
  20. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI

Leave a comment