Bacha Bacha Muskuraya Baarwein Ka Chaand Aaya
Khushiyun Ka Tufaan Laya Baarwein Ka Chaand AayaShaadmani Ke Taranay Goonjtay Hain Deher Mein
Wajd Mein Har Shakhs Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Roshni Hee Roshni Hai Chandni Hee Chandni
Zarra Zarra Jagmagaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Ho Gaye Hain Bund Saaray Zulmaton Ke Baab Aaj
Deher Mein Woh Noor Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Khil Uthein Kaliyan Muhabbat Ki Gulon Par Hai Nikhaar
Baagh-e-Ulfat Lehlahaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Saaz-e-Jaan Per Baj Raha Hai Aik Naghma Baar Baar
Aamina Ka Laal Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Shukar Karte Hee Raho Rub Ka Ujaagar Subho Shaam
Rub Ka Kaisa Fazal Paaya Baarwein Ka Chaand Aaya
Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
Related Content
- CHAL QALAM AB HAMD E RABB
- Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
- Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma Naat Lyrics
- Jab Say Howa Hey Unka Karam
- Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya Naat Lyrics
- Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
- Qadri Aastana Salamat Rahe Naat Lyrics
- Tum Par Main Jan
- Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani Naat Lyrics
- Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara Naat Lyrics
- Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye Naat Lyrics
- Muhammad Nabina Naat Lyrics
- Mujhe Rang De Maula
- Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
- Nabiyo Ke Sardar Aae Naat Lyrics
- Rusul Unhi Ka To Muzdah Sunane Aaye Hai Naat Lyrics
- Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
- Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu Naat Lyrics
- Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
- Karam Karam Mola