Zamin- O- Zamin Tumhare Liye

*************************Zamino Zaman Tumhare Liye**********************

Zamino Zamaan Tumhare Liye
Makino Makaan Tumhare Liye
Chunino Chunan Tumhare Liye
Bane Do Jahan Tumhare Liye

Dehan Mein Zuban Tumhare Liye
Badan Mein Hai Jaan Tumhare Liye
Hum Aaein Yahan Tumhare Liye
Uthein Bhi Wahan Tumhare Liye
(Zamino Zamaan)

Yeh Shamso Qamar, Yeh Shamon Sahar
Yeh Burgo Sajar, Yeh Bagho Samar
Yeh Tegho Sipar, Yeh Taajo Qamar
Yeh Hukmey Rawan Tumhare Liye
Zamino Zamaan

Na Ruhey Amin, Na Arshey Barin
Na Lohey Mubin Koi Bhi Nahin
Khabar Hi Nahin Jo Ramz Khuley
Azal Ke Nihan Tumhare Liye
(Zamino Zamaan)

Saba Woh Chaley Ke Baagh Phaley
Woh Phool Khiley Ke Din Hon Bhaley
Liwa Ke Taley Sana Mein Khuley
Raza Ki Zuban Tumhare Liye
(Zamino Zamaan)


Related Content

 1. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib   Naat Lyrics
 2. Main Madine Chala  Naat Lyrics
 3. Ya Nabi Ya Rasool
 4. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
 5. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
 6. Tatjallia Ey Noor Fidam Ghaus E Azam  Naat Lyrics
 7. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
 8. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
 9. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
 10. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
 11. Woh Bhi Din Ayega Ek Bar
 12. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
 13. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
 14. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
 15. Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah  Naat Lyrics
 16. Meeran Waliyon Ke Imam De Do Panjtan Ke Naam (Manqabat)  Naat Lyrics
 17. Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
 18. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
 19. Aankhon ka taara naame Muhammed
 20. Mein Sajdah Karun Ya Ke Dil Ko Sambhalun  Naat Lyrics

Leave a comment