ALLAH Ho Rabo Muhammadin salah alihewasalamah
nahno ibadomuhammadin salah alihewasalamah
ahram bandhy mataf men , masroof jab tak tawaf men
har ik kadam py yehi parha, salah alihewasalamah
usman aye to apny, pindali mubarak dhanp li
aisi ada py haya fida, salah alihewasalamah
pochengy jab munqar naqeer, man rabuka madinuka
kehdunga rab-e-mustafa, salah alihewasalamah
jis waqat tha zeby hira, husn-o-jamaly muhamadi
parhany laga ghar-e-hira, salah alihewasalamah
maqsood-e-kainat sy, yehi kahunga qabar men
adrik nia kherulwara, salah alihewasalamah
ALLAH Ho Rabo Muhammadin
Related Content
- Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
- Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
- Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
- Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do Naat Lyrics
- Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
- MADINE WAALE MERI LAAJPAL
- Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
- Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
- BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
- Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
- Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
- Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
- Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
- Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga Naat Lyrics
- Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
- Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
- Ban Ja Toon Vi Yaar Madine Wale Da Lyrics
- Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
- Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho Naat Lyrics
- Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey