Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics

Unka Mangta Hon Jo Mangta Nahi Hone Dete
Yeh Hawaley Mujhe Ruswa Nahi Hone Dete

Mere Har Aeib Ki Karte Hain Woh Parda Poshi
Mere Jurmon Ko Tamasha Nahi Hone Dete
Un Ka Mangta Hoon Joh Mangta Nai Hony Dety

Apne Mangton Ki Fehrist Mein Rakhte Hain Mujhe
Mujh Ko Mohtaaj Kisi Ka Nahi Hone Dete
Unka Mangta Hon Jo Mangta Nahi Hone Dete

Baat Karta Hon To Aati Hai Mehak Tayyebah Ki
Mere Lehjey Ko Woh Mela Nahi Hone Dete
Unkaa Mangtaa Hu Joo Maangta Nahe Honey Detey

Hai Yeh Imaan Ke Ayen Ge Lahad Mein Meri
Apne Mangton Ko Woh Tanha Nahi Hone Dete
Unka Mangta Hon Jo Mangta Nahi Hone Dete

Mere Halaat Hi Aaqa Mere Dushman Thehrey
Mujh Ko Didar E Madina Nahi Hone Dete
Unka Mangta Hon Jo Mangta Nahi Hone Dete

Hukam Karte Hain To Mlitey Hain Yeh Maqtey Shakir
Aap Nah Chahain To Mutla Nahi Hone Dete
Unka Mangta Hon Jo Mangta Nahi Hone Dete

Unka Mangta Hon Jo Mangta Nahi Hone Dete
Yeh Hawaley Mujhe Ruswa Nahi Hone Dete


Related Content

  1. Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics
  2. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  3. Kis Ke Jalwe Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kiya Hai  Naat Lyrics
  4. Ay Mustafa Ke Phool Dilon Jaan Ya Hussain
  5. Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics
  6. Noor Wala Aya Hai
  7. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics
  8. Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)
  9. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics
  10. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  11. Abhi jibril utre
  12. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  13. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  14. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  15. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  16. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics
  17. Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics
  18. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  19. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  20. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat

Leave a comment