Kis Ke Jalwe Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kiya Hai  Naat Lyrics

Kiske Jalwo Ki Jhalak He Ye Ujala Kya He

Har Taraf Dida Herat Zada Tak Ta Kya He

Mange Man Manti Munh Mangi Murade Le Ga

Na Yaha Na He Na Mangta Se Ye Kahna Kya He

Hum He Unke Wo He Tere To Huve Hum Tere

Is Se Badkar Teri Samt Aur Wasila Kya He

Un Ki Ummat Me Banaya Unhe Rahmat Bheja

Yu Na Farma Ke Tera Raham Me Dawa Kya He

Sadqa Pyare Ki Haya Na La Mujhse Hisab

Baqsh Be Puche Lajaye Ko Laja Na Kya He

Zahad Un Ka Mai Gunahgaar Wo Mere Shafi

Itni Nisbat Mujhe Kya Kam He Tu Samjha Kya He

Bebasi Ho Jo Mujhe Pusishe Aamal Ke Waqt

Dosto Kya Kahu Us Waqt Tamanna Kya He

Kash Fariyad Meri Sunakr Ye Farmaye Huzoor

Haan Koi Dekho Ye Kya Shor He Ghogha Kya He

Kis ke Jalwo Ki Jhalak He Ye Ujala Kya He Naat Lyrics

Kon Aafat Zada He Kis Pe Bala Tuti He

Kis Musibat Me Giraftar He Sadma Kya He

Kis Se Kahta He Ke Lillah Qabar Lijiye Meri

Kiyu He Betab Ye Be CHeni Ka Rona Kya He

Is Ki BecHeni Se He Qatir-E-Aqdas Pe Malal

Be Kasi Kaisi He Pucho Koi Guzra Kya He

Yu Malaik Kare Maaroz Ke Aqa Ek Mujrim He

Is Se Pusish He Bata Tune Kya Kya Kya He

Kis ke Jalwo Ki Jhalak He Ye Ujala Kya He Naat Lyrics

Samna Qahar Ka He Daftar-E-Aamal He Pesh

Daar Raha He Ke Khuda Hukm Sunata Kya He

Aap Se Karta He Fariyad Ke Ya Sha-E-Rasool

Banda Bekas He Shaha Raham Me Waqfa Kya He

Ab Koi Dam Me Giraftare Bala Hota Ho

Aap Aajaye Aaqa Kya Kouf He Khatka Kya He

Sun Ke Ye Aarz Meri Bahre Karam Josh Me Aai

Yu Malaik Ko Ho Irshad Taharna Kya He

Kis Ko Tum Muride Aafat Kya Chahte Ho

Hum Bhi To Aake Zara Dekhe Tamasha Kya He

Un Ki Aawaz Pe Kar Uthu Mai Be Saqta Shour

Aur Tadap Kar Kahu Ab Mujhe Parwa Kya He

Lo Wo Aaya Mera Haami Lo Wo Aaya Mera Haami…Mera Ghaar-E-Umam

Aagayi Jaan Tane Be Jaan Me Ye Aana Kya He

Kis ke Jalwo Ki Jhalak He Ye Ujala Kya He Naat Lyrics

Phir Mujhe Daman-E-Aqdas Me Chupale Sarwar

Aur Farmaye Hato Is Pe Taqaza Kya He

Banda Aazad Shuda He Ye Hamare Dar Ka

Kaisa Lete Ho Hisab Is Pe Tumhara Kya He

Chod Kar Mujh Ko Farishte Kahe Mahkum He Hum

Hukm Wala Ki Na Taalim Ho Zuhra Kya He

Ye Sama Dekh Ke Mahshar Me Uthe Shour Ke Wah!!

Chashm-E-Badur Ho Kya Shaan He Rutba Kya He

Sadqe Us Rahim Ke Is Saye Daman Pe Nisar

Apne Bande Ko Musibat Se Bachaya Kya He

Aai Raza Jan-E-Ana Dil Tere Naamo Ke Nisar

Bul Bule Baghe-E-Madina Tera Kahna Kya He.


Related Content

  1. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  2. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  3. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Naat Lyrics
  4. Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
  5. Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
  6. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  7. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  8. Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)
  9. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  10. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  11. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  12. Nahi He Koi Duniya Main Hamara  Naat Lyrics
  13. Ham Faqeeron Ko Madeene
  14. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  15. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  16. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  17. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  18. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics
  19. Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
  20. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA

Leave a comment