Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar

Bulalo Phir Mujhe Aye Shah E Behrobar Madine Me

Bulalo Phir Mujhe Aye Shah E Behrobar Madine Mein
Main Phir Rota Huwa Aau Tere Dar Par Madine Mein

na Daulat De Na Shawhrat De Mujhe Bas Yeh Sahaadat De
Tere Kadmo Me Marjau Main Ro Ro Kar Madine Mein

Madine Jaane Waalo Jaao Jaao Fi Aman’illah
Kadi Toh Apna Bhi Lag Jayega Bistar Madine Mein

Mera Gham Bhi Toh Dekho Main Para Hoo Duur Taiba Se
Sukoon Aayega Bas Mera Dil E Muztar Madine Mein

Salaam E Shauq Kehna Haajion Mera Bhi Ro Ro Kar
Sunana Dastan E Gham Meri Ro Kar Madinay Mein

Madina Isliye Attar Jaan O Dil Se Hai Pyara
Ke Rehte Hai Mere Aaqa Mere Dil Bar Madine Mein


Related Content

  1. Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor Jante Hain  Naat Lyrics
  2. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  3. Al Madad Al Madad Al Madad Ya Khuda  Naat Lyrics
  4. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gae Ghum Beshumar Naat Lyrics
  5. AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
  6. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  7. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics
  8. Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e Aazam
  9. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  10. Aye Hasnain Ke Nana
  11. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  12. Jhoole Jhoole Pyare Mohammad  Naat Lyrics
  13. Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka  Naat Lyrics
  14. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  15. Arsh Ki Aql Dang Hai Charkh Pe Asmaan Hai  Naat Lyrics
  16. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  17. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  18. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye
  19. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  20. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics

Leave a comment