Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics

Har nazar kamp uthegi mehshar ke din

Khauf se har kaleja dahal jayega

Par ye naaz unke bande ka dekhenge sab

Tham kar unka daman machal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

Moj katra ke hamse chali jayegi

Rukh Mukhalif hava ka badal jayega

jab ishara karange vo name khuda

apna bera bhavar se nikal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

Yu to jita ho hukme khuda se magar

Mere dil ki hai unko yakinan khabar

Fasale zindagi hubahu din  mera

Unke kadmo pe jab dam nikal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

Rabbe sallim wo farmane wale mile

Kyu satate hain ai dil tuje was wasre

Pul se gujrenge hum wajad karte huve

Kaun kehata hai panw fisal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………

‘Akhtre khasta’ kyu itna bechen hai

Tera aaka shahanshah e kaunain hai

Lo laga to sahi shahe lolak se

Gam musarrat ke sanche main dhal jayega

Har nazar kamp uthegi…………………


Related Content

  1. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  2. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  3. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  4. Apni Lagan Laga De
  5. Phir Ke Gali Gali Tabah  Naat Lyrics
  6. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  7. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  8. Islam Zindabad, Islam Zindabad
  9. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  10. Karam Karam Mola
  11. Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar
  12. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  13. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  14. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  15. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  16. Aa Gaye Sarkar Naat Lyrics
  17. Zahe Muqaddar Huzoor-E-HaqSe
  18. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  19. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  20. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu

Leave a comment