Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi


Zaban pey sirf hai dawa-e-misal koi nahi-2
Dyar-e-ishqay nabi main bilal koi nahi-2

zaban pey sirf hai dawa-e-misal koi nahi

Huzoor nay to hamain yaad umer bhar rakha-2
Hamain Huzoor ka laykin khayal koi nahi-2

zaban pey sirf hai dawa-e-misal koi nahi

Nabi kay daman-e-rahmet say hai jo wabusta-2
Urooj unkay liay hai zawal koi nahi-2

zaban pey sirf hai dawa-e-misal koi nahi

Huzoor hi ka karam kaam aaiga ijaz-2
Wahan pey jis jaga pursal-e-haal koi nahi-2

zaban pey sirf hai dawa-e-misal koi nahi-2
Dayar-e-ishqay nabi main bilal koi nahi.


Related Content

  1. Tala Al Badru Alyna
  2. Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics
  3. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  4. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  5. Ali Haidar ka gharana
  6. May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)
  7. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  8. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  9. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  10. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  11. Chand Se Unke Chehre Par Ghesue Mushk Faam Do   Naat Lyrics
  12. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  13. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  14. MEHBOOB DA MELA AE
  15. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  16. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  17. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  18. Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
  19. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  20. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics

Leave a comment