Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics

Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kehna

Dame aakhir agar aisa mukadar ho to kia Kehna

Nabi ka aastan ho………………………………………..

Jinhe aa aa ke chhuti ho hawae sabz gumbad ki

Meri turbat main un phoolo ki chadar ho to Kia Kehna

Nabi ka aastan ho………………………………………..

Kisi paththar ke niche meri turbat ho madine main

Wo paththar phir unhi ke dar ka paththar ho to kia kehna

Nabi ka aastan ho………………………………………..

Khusha kismat jo dam bhar ko wo nazare zindagi bakhsh

Ye aalam zindagi ka zindagi bhar ho to kia kehna

Nabi ka aastan ho………………………………………..

Khuda ka samna hain rubaru hain sahafa e mahashar

‘Munwwar’ ab zara nate munwwar ho to kia kehna

Nabi ka aastan ho………………………………………..


Related Content

  1. Aye Hasnain Ke Nana
  2. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
  3. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics
  4. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  5. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  6. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  7. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  8. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  9. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  10. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  11. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  12. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  13. Ay Mustafa Ke Phool Dilon Jaan Ya Hussain
  14. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  15. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  16. Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
  17. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  18. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  19. Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics
  20. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam

Leave a comment