Meri Darkan Mey Ya Nabi Meri Sanson Mey Ya Nabi (Naat Lyrics)

Meri darkan mey Ya Nabi meri sanson mey Ya Nabi

Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Koi kuftagu ho lab par tera naam agaya hai

Tera Zikar kartay kartay yeh maqaan agaya hai

Dar e Mustafa ka manzar meri chashme tar key andar

Kabhi subho agaya hai kabhi shaam agaya hai

Yeh Talib hai duniya bar key woh gada hai unkey dar key

Key karam ka unkey hathon ye nazaam agaya hai

Jissey pee kar shaykh saadi balaghal ula pukaray

Meray dastay naathkhawaan mey woh jaam agaya hai

Aap Aqaaon key aqa aap hai shah – e – umum

Ya Rasoolulallah (saw) mey hoo aap ka adna ghulam

Meri darkan mey Ya Nabi meri sanson mey Ya Nabi

Bolo Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi


Related Content

  1. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  2. Al Nabi Sallu Alai
  3. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  4. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  5. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  6. Sunte Ho Bekaso Fariyad Ki Gause Aazam  Naat Lyrics
  7. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  8. Tum Par Main Jan
  9. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  10. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  11. YA TAIBA YA TAIBA
  12. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  13. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  14. Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya  Naat Lyrics
  15. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  16. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  17. Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The
  18. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  19. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  20. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani

Leave a comment