Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)

Jashn-e-Amad-e-Rasool

ALlah hi Allah

bibi amna kei phool

ALlah hi Allah

bibi amna kei phool

ALlah hi Allah

hooo bibi amna kei phool

ALlah hi Allah

nooor ki tan gei chadreien cha rasool

nooor ki tan gei chadreien cha rasool

hoor o ghilma ki puri hoi arzoo

mustafa mujtaba shahei kon-o-makaan

rakehie sarkar jab ho gaeyi roh baroo

phir khuda nei keha mery mehboob tum

ho rasaloon kei rasool

ALlah hi Allah

ho rasaloon kei rasool

ALlah hi Allah

Jashn-e-Amad-e-Rasool

ALlah hi Allah

yeh chehra -e-mustafa jab dikaya giya

jhukh gei tarei or chand sharma giya

Amna dekh ker muskaranei lagi

Amna dekh ker muskaranei lagi

hawa mariam bhi khusiyan mananei lagi

hawa mariam bhi khusiyan mananei lagi

Aman bibi sab sei yeh kehnei lagi

dua ho gei qabool

ALlah hi Allah

dua ho gei qabool

ALlah hi Allah

Jashn-e-Amad-e-Rasool

ALlah hi Allah

bibi amna kei phool

ALlah hi Allah

Farsh sei arsh tak noor ka hei samaan

laei tashreef duniyan mein heir ul wara

aaas umat ki kismat sanwarney lagei

barishein rehmaton ki barsney lagi

aaai haleema teri loriion kei liyei

aaai haleema teri loriion kei liyei

rab kei aaa gei rasool

ALlah hi Allah

rab kei aaa gei rasool

ALlah hi Allah

Allah hi allah bolo

Allah hi allah bolo

rab kei aaa gei rasool

ALlah hi Allah

Jashn-e-Amad-e-Rasool

ALlah hi Allah

bibi amna kei phool

ALlah hi Allah

buuot gery toot ker khak mein at gei

kufar kei phley badal sabi hi chhaht gei

jab rohei mustafa ki perhi roshni

yeh zameeno asmaan khuld mein baat gei

hoor -o galam maliek sabi aaaj hein

hoor -o galam maliek sabi aaaj hein

zikrey ahamd mein mashgool

allah hi allah

bibi amna kei phool

ALlah hi Allah

Jashn-e-Amad-e-Rasool

ALlah hi Allah

shadiyaney khusi kei bajei gei

shaad kei naghmey sab ko sunaei gei

her tararf shoor saleh Alla ho giya

ajjj paida habibei khuda ho giya

ajjj paida habibei khuda ho giya

phir to jabreel nei bhi yeh ellan kiya

phir to jabreel nei bhi yeh ellan kiya

yeh khuda kei hein rasool

ALlah hi Allah

yeh khuda kei hein rasool

ALlah hi Allah

bibi amna kei phool

ALlah hi Allah

Allah hi Allah bolo Allah hi Allah

Jashn-e-Amad-e-Rasool

ALlah hi Allah

hoo Jashn-e-Amad-e-Rasool

ALlah hi Allah

chehra quran ki dekho tafseer hei

noor hi nooor ehi haq tasveer hei

mushaafiei mustafa kei ujalon kei rang

mushaafiei mustafa kei ujalon kei rang

rahmatoon sei saji eik tasveer hei

janey qunain jo hei shafi ul wara

janey qunain jo hei shafi ul wara

asey pyarei hein rasool

ALlah hi Allah

asey pyarei hein rasool

ALlah hi Allah

Jashn-e-Amad-e-Rasool

ALlah hi Allah

bibi amna kei phool

ALlah hi Allah

Jashn-e-Amad-e-Rasool

ALlah hi Allah


Related Content

  1. Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga  Naat Lyrics
  2. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  3. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  4. Ham Dar-E-Aaqa Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain   Naat Lyrics
  5. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  6. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  7. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  8. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  9. Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus E Azam Dastagheer   Naat Lyrics
  10. Un Ki Nazar Mein
  11. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  12. Qurban Tumpe Meri Jaan
  13. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  14. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  15. Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
  16. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  17. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
  18. Mujhe Dar Pay Phir Bulana  Naat Lyrics
  19. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  20. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics

Leave a comment