Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics

zum zum zum aaya hai zum zum zum

aaya hai zum zum zum aaya hai

milad ka mausam aaya hai (2)

aaya hai aaya hai aaya hai

milad ka mausam aaya hai (2)

kushiyo ka sawan laya hai

milad ka mausam aaya hai

suhana mausam aaya suhana mausam aaya

kushiyo ka sawan laya hai

milad ka mausam aaya hai

ik kaif jaha par chhaya hai

milad ka mausam aaya hai

ab chak jigar ke silte hain

gunche kushiyo ke khite hai

ab fazalo karam ka saya hai

milad ka mausam……………..

gilmano malaik jannat ko

kuch or muzyyan karte hain

maula ne khald sajaya hai

milad ka mausam……………..

sakar ki aamad par rab ne

apni kudrat dikhlai hain

rahmat ka mih barsaya hain

milad ka mausam……………..

kaliyo kaliyo par joban hain

phoolu phoolu par joban hain

guncha guncha muskaya hain

milad ka mausam……………..

kurban halima me tuj par

hai teri godi mai sarwar

ye kesa mukadar paya hai

milad ka mausam……………..

bebas ka sahara hain sarwar

mazalum ke hami hai yawar

har kohe julm giraya hai

milad ka mausam……………..

rahamat rab ki neamat rab ki

utari hai ‘ujagar’ aalam par

sadab zamana aaya hai

milad ka mausam…………….


Related Content

  1. MEHBOOB DA MELA AE
  2. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  3. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  4. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  5. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  6. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  7. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  8. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
  9. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  10. Sunte Ho Bekaso Fariyad Ki Gause Aazam  Naat Lyrics
  11. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  12. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin
  13. Kaba Lyrics
  14. Noori Mahfil Lyrics
  15. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  16. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  17. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  18. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  19. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye
  20. Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)

Leave a comment