Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics

Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Konain Mein Hai Shohrat Milaad-E-Mustafa Ki
Bajti Hai Jug Mein Nobat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Maah-E-Rabi-Ul-Awwal Mauqa Hai Iss Khushi Ka
Behtar Ho Iss Mein Kasrat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Farsh-E-Zameen Se Leykar Arsh-E-A’zeem Tak Hai
Ye Saari Khair-O-Barkat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Iblis Ke Jigar Per Chaltay Issiyare Iss Per Giraan Hai
Shirkat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Ta’zeem Ko Uthay Ab Yaaran-E-Anjum Sab
Aayei Qareeb Sa’at Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein

Shukr-E-Khuda Ada Kar Dil Se Habib Har Dum
Jisnay Ye Dei Hai Ne’mat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein


Related Content

  1. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  2. Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)
  3. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  4. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  5. Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
  6. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  7. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  8. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  9. Aaj Milad e Nabi Hai
  10. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
  11. Ya Nabi Ya Rasool
  12. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  13. Aankhon ka taara naame Muhammed
  14. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  15. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  16. Parho Durood Kay Molood Ki Ghari Aayi  Naat Lyrics
  17. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  18. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  19. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  20. Rehmat Baras Rehi Hai

Leave a comment