Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics

Koe Nabi Se Aa Na Sake Ham Rahat Hi Kuch Aesi Thi Naat Lyrics

Koe Nabi Se Aa Na Sake Ham Rahat Hi Kuch Aesi Thi

Koe nabi se aaa na sake humrahat hi kuch aesi thy

Yad rahi na jannat humko jannat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat humko jannat hi kuch aesi thi

Takkte rahein Yousaf jaise bhi hashr main unke chehre ko

Takkte rahe yousaf jaise bhi hashr main unke chehre ko

Jab poocha tu kahne lage woh surat hi kuch aesi thi

Jab poocha tu kahne lage woh surat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat hum ko jannat hi kuch aesi thi

Bolo aey Jibril ke unki kyun kar taliyan choomi thein

Tu kehne lage Jibril ke unki azmat hi kuch aesi thi

Kehne lage Jibril ke unki azmat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat ham ko jannat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat ham ko jannat hi kuch aesi thi

Duniya mein Sarkar ki naatein parhte rahein har eik lamha

Qabr mein beti naat labhoon par aadat hi kuch aesi thi

Qabr mein beti naat labhoon par aadat hi kuch aesi thi

Koe Nabi Se Aa Na Sake Ham Rahat Hi Kuch Aesi Thi Naat Lyrics

Pass bulea pass bithea arsh pe unko Khaliq ne

Yeh to akhir hona hi tha chahat hi kuch aesi thi

Yeh to akhir hona hi tha chahat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat humko jannat hi kuch aesi thi

Akbar-o-Asghar aur yeh Ghazi din pe warein hans hans kar

Yoon lagta hai din-e-Nabi ki kimat hi kuch aesi thi

Yun lagta hai din-e-nabi ki kimat hi kuch aesi thi

Kabr main Hakim jab puhanche to hans ke nakiron ne dekha

Kyon na farishte pyaar se milte nisbat hi kuch aesi thi

Kyon na farishte pyaar se milte nisbat hi kuch aesi thy

Yad rahi na jannat humko jannat hi kuch aesi thi

Yad rahi na jannat humko jannat hi kuch aesi thi

Koe nabi se aaa na sake humrahat hi kuch aesi thi

Koe nabi se aaa na sake humrahat hi kuch aesi thi


Related Content

  1. Mujdawa Hai Asiyo Shaf-e-Shah-e-Abrar Hai (Naat Lyrics)
  2. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  3. Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon
  4. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  5. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  6. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  7. Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahein Koiee
  8. YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
  9. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  10. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  11. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  12. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  13. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  14. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  15. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  16. Aaqa Ka Milad Aaya
  17. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  18. Mujhe Rang De Maula
  19. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  20. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics

Leave a comment