JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH

Jashne Ahmede Rasool Allah hi Allah
Bi Bi Aamina ke phool Allah hi Allah

Un ki khaatir ye dunya banaa?i ga?ee
Dono alam ki har shay sajaaie ga?ee
Woh jo aa?ye jahaa me bahaar aaga?ee
Har taraf rahmato ki ghata cha ga?ee
Aisa ban ke phool Allah hi Allah
Jahne Ahmede Rasool Allah hi Allah

Ghar Halima ka aamad se un ki sajaa
San Saheefo me un ka huwa tazkirah
Un ka arma Khaleel Khuda ne kiya
Bi Bi Maryam ne bhi Un ko di ye dua
Dua hoga?ee qabool Allah hi Allah
Jashne Ahmede Rasool Allah hi Allah

Un ke aane se aaman aashti aagha?ee
Nasle Adam nay zindaghi pa ga?ee
Sare alam me harso khoshee cha ga?ee
Un ke anwaar ki roshni aagha?ee
Aisa aaye he Rasool Allah hi Allah
Jashne Ahmede Rasool Allah hi Allah

Zaate Rab Ta?ala ke dolaare he woh
Doono alam ki ankhon ke tare he woh
Saare Nabiyo me sub se pyaare he woh
Be sahaaro ke Aabed sahare he woh
He woh Ronaqe Batool Allah hi Allah
Jashne Ahmede Rasool Allah hi Allah


Related Content

  1. Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad  Naat Lyrics
  2. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  3. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  4. Kis Chiz Ki Kami Hai Maula Teri Gali Main  Naat Lyrics
  5. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  6. Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
  7. Ae Noor-e-mujjassim
  8. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  9. Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The
  10. Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin  Naat Lyrics
  11. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  12. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  13. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  14. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  15. Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
  16. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  17. Ya Nabi Ya Rasool
  18. Mujh Pe Maula Ka Karam Hai  Naat Lyrics
  19. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  20. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu

Leave a comment