DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE

Dar pe Nabi ke jaa?eghe aaj nahein to kal sahee
Dil ki muraad paa?e ghe aaj nahein to kal sahee

Salle ala Nabiyena parte raho qadam qadam
Aqaa tumhe bulaa?eghe aaj nahein to kal sahee

Hum bhi Dayaar Paak me Un ke karam se dekhna
Naa?te Unhe soonaa?e ghe aaj nahein to kal sahee

Josh pe jub bhi aaghayaa Un ka karam to dekhna
Tayba hame dekha?e ghe aaj nahein to kal sahee

Pesh nazar woh Astaa hogha hame yaqeen he
Dil ki laghi bajaa?e ghe aaj nahein to kal sahee

Husn talab le huwe rehbar rawa dawa raho
Manzile ishk paa?e ghe aaj nahein to kal sahee


Related Content

  1. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  2. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  3. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  4. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  5. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  6. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem
  7. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  8. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  9. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  10. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  11. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  12. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  13. NABI KA JASHAN AAYA 
  14. Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan  Naat Lyrics
  15. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  16. Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya  Naat Lyrics
  17. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  18. Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)
  19. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  20. Eidon Ki Hai Eid Aayi

Leave a comment