Meh Madine Chala (Naat Lyrics)

Meh Madine chala, me Madine chala (6)
Phir karam hogaya, meh Madine chala

Saaqiya meh pilaa, me Madine chala
Masto be khud bana, me Madine chala

Kaif-sa chaa gaya, me Madine chala
Jhoomta jhoomta, me Madine chala

Kya bata-o mili, dil ko kayse kushi
Jub ye mujhda suna, me Madine chala

Muskuraane lagi, mere dil ki gali
Guncha guncha kila, me Madine chala

Phir ijaazat mili, jub khabar ye suni
Dil mera jhoomta, me Madine chala

Ashke tumpte nahi, pau jhamte nahi
Lar karata huwa, me Madine chala

Laaj rakhna Khuda, me Madine chala
Ay shajar ay hajar, tum bi shamso kamar

Dheko dheko zara, me Madine chala
Dekh thare mujhe, ye nazare mujhe

Tum bi dheko zara, me Madine chala
Rooh he muztar teher, tu nikalna udhar

Itni jaldi he kya, me Madine chala
Haath uthe rahe, mujh ko dethe rahe

Woh talab se siwaa, me Madine chala
Mere Akaa ka ghar, wo gapeshe nazar

Chaahiye aur kya, me Madine chala
Mere Siddique Umar, wo Salaam aap par

Aur rehmat saada, me Madine chala
Woh Uhud ki zamin, jis ke andar makin

Mere Hamza piyaa, me Madine chala
Ghumbade subse par, jub paregi nazar

Kya suroor aayega, me Madine chala
Unke Minaar par, jub pare gi nazar

Kya suroor aayega, me Madine chala
Mimbare noor par, jub uthe gi nazar

Kya suroor aayega, me Madine chala
Mustapha ke Huzoor, apne sare qusoor

Baksh wale chala, me Madine chala
Kya karega idhar, pand rakhte safar

Chal Ubaid-e Raza, me Madine chala
Kya he tune kaha, ai Ubaid-e Raza

Sonch to kuch zara, me Madine chala
Lutf to jub mile, mere Murshid kahi

Chal Ubaid-e Raza, me Madine chala
Rehmat-e jhoom kar, barse ataar par
Behre Ahmad Raza, meh Madine chala


Related Content

  1. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  2. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  3. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  4. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics
  5. Ni Mitiyye Madeene Diye
  6. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  7. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  8. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  9. Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan  Naat Lyrics
  10. Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya  Naat Lyrics
  11. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  12. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  13. ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
  14. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  15. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  16. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  17. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  18. Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhon (Naat Lyrics)
  19. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  20. Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum

Leave a comment