Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se  Naat Lyrics

Furqat e Taiba Ki Wehshatfurqate tayba ki wahshat dil se jaaye khair se
me Madina ko chaloo wo din Phir Aaye khair sedil main hasrat koyee baaqi rah na jaaye khair se
raahe tayba mein mujhe yoon maut aaye kahir semere din phir jaaye ya rabb shab wo aaye khair se
dil me jab maahe madina ghar banaaye khair seraat meree din bane unki baqaaye khair se
qabr me jab unki tal?at jagmaghaaye khair sehe ghanee ke dar pe hum bistar jamaaye khair se
khair ke talib kahaan jaa?enghe jaaye khair se

wo khiraame naaz farmaaye jo paaye khair se
kya bayaan woh zindagee?ho dil jo paaye khair se

mar ke bi dil se naajaaye ulfaht baage nabI
khuld me bi bhaag janaa yaad aaye khair se

ranjo gham hon benishaan aaye bahaar be khizaa
mere dil me bhaage janaa ki huwaaye khair se

istaraf bi do qadam jalwe khiraam naaz ke
reh ghuzar me hum bi he aankhe bichae khair se

ho mujhe seere ghulistaane madina yoon naseeb
me bahaaronme chaloo khud ko gumaaye khair se

zindabaad ae arazoo-e-baaghe tayba zindabaad
tere dhum se he zamaane ke sitaaye khair se

najdiyo kee cheera dusthee ya ilaahee ta?bake
ye balaaye najd ye tayba se jaaye khair se

jhaanhklo aankho me unkee hasrate tayba liye
zaa’ere tayba ziyaa’e tayba laaye khair se

he ye tayba ka payaame taalibe aaishe dawaam
jan?nate tayba me aahistee mitaaye khair se

sanghe dar se aa mile tayba me abtojaa mile
aagaye dar pe tere, tere dar pe bulaaye khair se

ghosh bar aawaaz hu qudsee bi iske gheet par
baaghe tayba me jab akhtar ghunghunaaye khair se


Related Content

  1. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  2. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  3. Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do   Naat Lyrics
  4. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  5. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  6. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  7. Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics
  8. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  9. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  10. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  11. Allah Ho Allah Ho Dum Ba Dum Allah Ho (Naat Lyrics)
  12. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics
  13. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  14. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
  15. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  16. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  17. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  18. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  19. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  20. Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali  Naat Lyrics

Leave a comment