Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics

Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai
Tera Mera Sab Ka Jo Ma’bood Hai

Hai Wahi Shahid Wahi Mash-hud Hai
Noor Uska Har Jagah Maujood hai

Usne Hi Humko Bakshe Hay Humko Mustafa
Ye Na Ho To Zindagi Be Sud Hai

Yu To Hai Quraa(n) Hidayat Ki Kitaab
Par Kisi Ka Tazkera Maksood Hai

Wad-duha Wash-shams Jiski Shaan Hai
Haan Wahi Ahmed Wahi Mehmood Hai

Unn Ka Charcha Har Jabaa(n) Par Hai Rawaa(n)
Unki Khushbu Har Jagah Maujood Hai

Azmat E Ahmad Me Jisko Hai Shuba
Haan Wahi Shaitaa(n) Wahi Mardood Hai

Aur Jo Karta Hai Unn Par Jaa(n) Fida
Wo Mubarak Hai Wahi Mas-ud Hai

Noor Ki Barsaat Hoti Hai Waha
Jis Jagah Par Mehfil E Maulood Hai

Padhte Rahiye Nazmi Naat E Mustafa
Haan Isi Me Rooh Ki Beh-bud Hai


Related Content

  1. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  2. Taiba Bula Lijiye Na
  3. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)
  4. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  5. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  6. Mera Dil Madina Bana De Ya Rasoolallah  Naat Lyrics
  7. Mujhe Rang De Maula
  8. Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
  9. Azal Ki Khushboo Ho
  10. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  11. Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
  12. Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
  13. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  14. Ali Haidar ka gharana
  15. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  16. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  17. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  18. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  19. Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics
  20. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare

Leave a comment