Bulalo Phir Mujhay Ey Shahe Bahrobar, Madinay Main   Naat Lyrics

Bulalo phir mujhay ey shahe bahrobar, Madinay main
Main phir rota huwa aoo, teray dar par Madinay mainNa dowlat dey nah showhrat dey, mujhay bas yeh sahaadat dey
Teray kadmo main marjaoon, main ro ro kar Madinay main

Madinay jaaney waalo jaao jaao Fi Aman’illah
Kadi toh apna bhi lag jaey ja bistar Madinay main

Meraa gham bhi toh dekho, main paraa hoo duur Tayba sey
Sukoon aey’ga bas meraa dil-e-muztar Madinay main

Salaam-e-showq kehna haajio meraa bhi ro ro kar
Sunaana dastaney gham meri ro kar Madinay main

Madina is liye Attar jaan-o-diil sey hai pyaara
Key rehtay hain meray Aqa meray diil bar Madinay main


Related Content

  1. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  2. Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
  3. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  4. Hamen Donon Jahan Mein Hai Sahara Gause-Azam Ka Lyrics
  5. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  6. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  7. Aaqa Ka Milad Aaya
  8. Karam Karam Mola
  9. Barhy jo karky vo
  10. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  11. Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya  Naat Lyrics
  12. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  13. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  14. Zahe Muqaddar Huzoor-E-HaqSe
  15. Woh Bhi Din Ayega Ek Bar
  16. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
  17. Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam
  18. MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS
  19. Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
  20. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar

Leave a comment