Rahmat Ka Hai Darwaza Khula

Rahmat Ka Hai Darwaza Khula

Rahmath Ka hai Darwaza Kula Maang Arey maang(2)
Dettha Hai Karam Unka Sadha Maang Arey maang(2)

A Jaayega… Thayba se Bulava ki Kisi Roz(2)
Har waqth Madine Ki Dua Maang Arey Maang (2)
Dettha Hai Karam Unka Sadha Maang Arey maang(2)

Manyoos Na ho… ke mere Laj pal Ka Dhar hai(3)
Hai Kisliye Khamosh Kadah Maang Arey Arey Maang (2)
Dettha Hai Karam Unka Sadha Maang Arey maang(2)

Bhar Jaayega… Kashkol Muradon se Tera bhi(2)
Ban kar mere Aqa ka gadha Maang Arey Maang(3)
Dettha Hai Karam Unka Sadha Maang Arey maang(2)

Sarkar se… Sar kar ko Maangoon ka Niyazi (2)
Sarkar ne Jis waqth ka han maang arey maang (2)
Dettha Hai Karam Unka Sadha Maang Arey maang(2)

Gulshan Teri Ummid Ka, Khil Jaaega Aey Dost
Sarkaar Ke Kuche Ki Hawa, Maang Arey Maang
Rehmat Ka Hai Darvaazaah Khula

Mehroom Rahega Na Koi, Un Ke Karam Se
Hai Josh Pe Daryaaey Sakha, Maang Arey Maang
Rehmat Ka Hai Darvaazaah Khula

Author: Janaab Abdul Sattar Niyazi


Related Content

  1. Jashn Aamade Rasool
  2. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  3. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  4. Shukr E Khuda Ki Aaj Ghari Us Safar Ki Hai  Naat Lyrics
  5. Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
  6. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  7. Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza  Naat Lyrics
  8. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  9. Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam
  10. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  11. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  12. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  13. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  14. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  15. YA TAIBA YA TAIBA
  16. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  17. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  18. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
  19. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  20. Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya  Naat Lyrics

Leave a comment