Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara

Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
mushkil main humne teri rehmat ko hy pukara

Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara

hajat rawa b tu hy mushkil kusha b tu hy
malik tere karam pe emaan hy hamara

Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara

tu chahae to milade bichre hove dilon ko
ho jaae hum pe mola rehmat ka ek ishara

Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara

izzat hamari ab to bas tere hath main hy
badle abi zamana gar tera ho ishara

Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara

hajat rawa b tu hy mushkil kusha b tu hy
malik tere karam pe eman hy hamara

Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara

tu chahae to milade bichre hoae dilon ko
ho jaae hum pe mola rehmat ka ek ishara

Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara

izzat hamari ab to bas tere hath main hy
badle abi zamana gar tera ho ishara

Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
mushkil main humne teri rehmat ko hy pokara


Related Content

  1. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  2. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  3. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  4. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  5. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  6. TARON MEIN ROSHNI
  7. Nazar Mai Hai Kaba Tu Dil Mai  Naat Lyrics
  8. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  9. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  10. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  11. Noor ke motiyon ki larri ban gai
  12. Gham Hogaye Be Shumar Aaqa  Naat Lyrics
  13. Ae Noor-e-mujjassim
  14. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  15. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem
  16. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  17. Bigri Bana-O Makki Madani, Bigri Bana-O Makki Madani
  18. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  19. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  20. Qaseeda E Mearaj  Naat Lyrics

Leave a comment