Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics

Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chhor Kar
Sooe Jannat Kon Jaaye Dar Tumhara Chor Kar

Sar Guzasht-E-Gham Kahoon Kise Tere Hote Huwe
Kis Ke Dar Pe Jaauun Tera Aastana Chor Kar

Mar Hi Jaaoon Mein Agar Is Dar Se Jaaoon Do Qadam
Kyaa Bache Bimaar-E-Gham Qurb-E-Maseehaa Chor Kar

Bakhshwana Mujh Se Aasee Ka Rwaa Hoga Kise
Kis Ke Daaman Mein Chupon Daaman Tumhara Chor Kar

Hashr Mein Ik Ik Mun Jo Takte Phirte Hain ‘Udo
Aafton Mein Phans Gaye Inka Sahara Chor Kar

Mar Ke Jeete Hain Jo Unke Dar Pe Jaate Hain Hassan
Jii Ke Marte Hain Jo Aate Hain Madinah Chor Kar

sair Gulshan kon dekhe dast-e tayyiba chore kar
سوے jannat kon jaye dar tumhara chore kar

sir gazasht gham kahoon kis se tre hotay hue
kis ke dar par jaoon tera astana chore kar

be لقاے yaar unn ko chain aa jata agar
baar baar atay nah yun Jibreel sidra chore kar

kon kehta hai dil e be mudda hai khoob cheez
mein to kori ko nah lon unn ki tamanna chore kar

mar hi جاؤں mein agar uss dar se جاؤں do qadam
kya bachay bemaar gham qurb masiihaa chore kar

kis tamanna par jiyeen ya rab asiiraan qafas
aa chuki baad-e Saba baghِ madinah chore kar

bakhshawana mujh se aassi ka rawa ho ga kisay
kis ke daman mein چھپوں daman tumhara chore kar

Khuld kaisa nafs sarkash jaoon ga tayyiba ko mein
bad chalan hatt kar khara ho mujh se rasta chore kar

aisay jalwey par karoon mein laakh hurron ko Nisar
kya gharz kyun jaoon jannat ko madinah chore kar

hashar mein aik aik ka mun taktey phirtay hain ado
aafton mein phas gaye unn ka sahara chore kar

marke jeetay hain jo unn ke dar pay jatay hain حسنؔ
jee ke martay hain jo atay hain madinah chore kar


Related Content

  1. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  2. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  3. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  4. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  5. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  6. Bigri Bana-O Makki Madani, Bigri Bana-O Makki Madani
  7. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  8. Aadha Idhar Aadha Udhar
  9. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib   Naat Lyrics
  10. Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)
  11. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  12. Ki Ki Na Kita Yaar Ney Eik Yaar Waste  Naat Lyrics
  13. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  14. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  15. Rab Mehfilan Sajayan
  16. ShaheMadina Naat Lyrics
  17. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  18. Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye  Naat Lyrics
  19. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  20. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu

Leave a comment