Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics

Apni rehmat ke samander mein utar jaane de
Apni rehmat ke samander mein utar jaane de
Be thikana hoon azal se mujhe ghar jaane de

Apni rehmat ke samander mein utar jaane de
Su e Bat-ha liye jaati hai hawa e Bat-ha
Boo e Dunya mujhe ghumraha na kar jaane de

Maut par meri shaheedon ko be rushk aega
Apne qadmon, pyare qadmoun, se lipat kar mujhe mar jaane de

//Mujhko leke to hai sahara Tera Shaha
apne kadmoun se lipat kar mujhe mar jaane de

Khahishe zaat bohot saat diya hai tera
Ab jidhar mere Nabi hain udar jaane de
bethikana houn azal see mujhe ghar jaane de

Bas ab jidhar mere Nabi hain udar jaane de

pukar mujh ko na dunya chala houn sue Rasul
tujhko tilaash meri mujh ko justajue Rasul
ab jidar mere Nabi hain udar jaane de

Rok Rizwaan Na Muzaffar ko Dar-e-Jannat par
Kyuki ye Nabi ka hai manzoor-e-Nazar Jane de.


Related Content

  1. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  2. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  3. Aye Hasnain Ke Nana
  4. Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan  Naat Lyrics
  5. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  6. Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi
  7. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  8. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  9. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  10. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  11. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  12. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  13. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  14. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  15. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  16. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  17. Ae Ishq e Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana
  18. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  19. Sab Ke Bas Ki Baat Nahi  Naat Lyrics
  20. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics

Leave a comment