Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics

Bekaso se hai jinhe pyar wohi aaye hai
Dono alam ke hai gamkhwar wohi aaye hai.Ya Rasoolallah صلی اللہ علیہ وسلم Marhaba Marhaba
Ya Habiballah صلی اللہ علیہ وسلم Marhaba MarhabaEk nazar asman pe daal merhaba,
Chamka mah e noor ka Hilal merhaba.Zande lagao, galiya sajao
Karlo charaga, ghar jagmagao

Razi hoga Rabb-e-Zuljalal. Merhaba
Mehfil sajao naate sunao

Aaqa ki amad ki dhoome machao
Rozo shab yahi ho apna haal. Merhaba

Aashiq ke dil jagmagane lage hai
Dekho zara muskurane lage hai

Shahkar-e-Rabb-Zuljalal Merhaba
Sadqa viladat ka jalwa dikha do

Dil ki lagi abb to aaqa buja do
Dikhla do apna abb jamal. Merhaba

Judo sakahwat se adat tumhari
Failaye daman khade hai bhikari

Kar do karma Amena ke lal Merhaba
Jame shahadat piya hai jinhone

Ahle sunan ko jila di unhone
Yaad ayenge woh har saal. Merhaba

Shadi ke nagme sunate rehenge
Jashne viladat manate rahenge

Vaar denge tumpe jaanomal Merhaba..
Padhne laga jab UBAID unki naate

Hone lagi charsoo ooski baaten,
Faize Raza ka hai sab kamal Merhaba


Related Content

  1. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  2. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  3. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  4. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  5. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics
  6. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  7. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  8. Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi
  9. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  10. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  11. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  12. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  13. Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi
  14. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  15. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  16. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  17. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  18. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  19. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  20. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics

Leave a comment