Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam

ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam
zeenat-e arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam

rabbi-habli-ummati kehte huway paida huay
rab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam

ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
zeenat-e-arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam

sar jhuka kar ba adab ishq-e rasoolallah may,
keh raha he har sitara assalat-o-wassalam

ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
zeenat-e-arshe-e mu’alla, assalat-o-wassalam

mu’mino padhthay raho tum apnay aqa par durood
he farishto ka wazifa, assalat-o-wassalam

ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
zeenat-e-arshe mu’alla, assalat-o-wassalam

mein woh sunni hu jamil-e qadri marnay ke ba’d
mayra laasha bhi kahe ga assalat-o-wassalam

ae shahenshah-e-madina assalat-o-wassalam
zeenat-e-arshe mu’allah, assalat-o-wassalam

jab firishtay qabr mein jalwa dhikha-e aap ka
ho zabban par pyaare aqa, assalat-o-wassalam,

ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
zeenat-e-arsh-e mu’allah, assalatowassalam.


Related Content

  1. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  2. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  3. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  4. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  5. Kaba Lyrics
  6. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  7. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  8. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  9. Sar Ta Ba-qadam Hai Tan E Sultane Zaman Phool  Naat Lyrics
  10. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  11. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  12. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  13. Bigri Bana-O Makki Madani, Bigri Bana-O Makki Madani
  14. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  15. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  16. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  17. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  18. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  19. Noor Wala Aya Hai
  20. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye

Leave a comment