Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh  Naat Lyrics

Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh

Karam Ka Chashmae Jaari He Barahvi Tareekh

Hame To Jaan Se Pyari He Barahvi Tareekh

Aduu Ke Dil Ko Katari He Barahvi Tareekh

Isi Ne Mousame Gil Ko Kiya He Mousame Ghul

Bahare Fazle Bahari He Barahvi Tareekh

Falak Pe Arshe Baree Ka Ghuman Hota He

Zameene Khuld Ki Kyari He Barahvi Tareekh

Tamaam Ho Gayi Meelade Ambiya Ki Khushi

Hamesha Ab Teri Baari He Barahvi Tareekh

Khuda Ke Fazl Se Imaan Me He Hum Poore

Ke Apni Rooh Me Saari He Barahvi Tareekh

Wiladate Shahedee Har Khushi Ki Ba-is He

Hazaareid Se Bhaari He Barahvi Tareekh

Hamesha Tune Ghulamo Ke Dil Kiye Thande

Jale Jo Tujhse Wo Naari He Barahvi Tareekh

Aduu Wiladate SHetan Ke Din Manaye Khushi

Keeideid Hamari He Barahvi Tareekh

Hasan Wiladate Sarkaar Se Huva Roushan

Mere Khuda Ko Bhi Pyari He Barahvi Tareekh


Related Content

  1. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  2. Un Ki Nazar Mein
  3. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  4. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics
  5. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  6. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  7. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  8. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  9. He Kalaame Ilahi Me Shamsudduha  Naat Lyrics
  10. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  11. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  12. Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics
  13. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  14. Aey Mere Mola Mola Mola
  15. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  16. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  17. Ya Habib e Ahmed Mujtaba Dil e Mubtala Ka Salam Lo
  18. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  19. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  20. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain

Leave a comment