Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics

Huzur aesa koi intizam ho jaye
Ke phir Madina rawana ghulam ho jaye

Nasyeb waalon mein mera bhi naam ho jaye
Jo zindagi ki Madine mein shaam ho jaye

Main shad shad maroon ga agar dameakhir
Nasyeb jalwa e kahirul anam ho jaye

Fuzool goi se bach jaye yeh zaban meri
Mera kalam Durood-o-Salaam ho jaye

Pia Raza ne pia jo murshid ne
Ataa mujhe shaha aisa jaam ho jaye

Shaha Ubaid-e-Raza dar badar phire kab tak
Huzoor is ka Madinah maqam ho jaye

Ubaid mar ke Madinah mein paa chuka hai baqi
Khabar watan mein kabhi to yeh aam ho jaye


Related Content

  1. Karam Karte Hi Rehate Ho  Naat Lyrics
  2. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  3. Mujhe Rang De Maula
  4. Aagae Mustafa Ki Sawaari
  5. TERI JALIYON KE NEECHE
  6. May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)
  7. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  8. TARON MEIN ROSHNI
  9. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  10. Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
  11. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  12. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  13. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  14. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  15. Koi Kaise Samajh Paayega Rutba Sabz Gumbad Ka  Naat Lyrics
  16. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  17. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  18. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib   Naat Lyrics
  19. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  20. aaka ko pukar bande aaka pukar

Leave a comment