Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics

Mere  aaka  mere aaka

Apne mangto pe ho nigahe karam

Ilitaja hain ye tajdare haram

Mere aaka……………………………………

Madine dekhenge hai aarzoo sabki

Madine jaan se pyaar hai

Hai sabze gambad par wo noor ki baris

Bahot hasin nazara hai

Hasate did main har aankh hai nam

Iltija hai ye tajdare haram

Mere aaka…………………………………….

Ho rahamate hum par e rahamate  aalam

Sadae hain ye gulamo ki

Hamari laaj rakhe bulae  roze par

dua e  hain ye gulamo ki

kash nikle madine paak main dam

iltija hai ye ……………….

tumhare noori kadam jaha jaha  pe gaye

ujale rah tale hain

ye khushk mosam ka andhera dur huva

saje khajuro ke zumar hain

khairo barkat  waha hoti nahi kam

iltija hai ye…………………

hain husne yusuf  ki  hasin  bat  magar

nabi ki shan nirali hain

hain sare alam me ye husn jitna bhi

nabi ke dar ka sawali hain

husne-akhlak mangte hain ham

iltija hai ye……………………..

huzur nat kahun hain arzoo meri

yuhin ye umr gujar jaye

kamal karde ata ‘kamal’ ko aaka

madina dil main utar jaae

hamd aur naat ka ye mera kalam

iltija hai ye ……………….


Related Content

  1. Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka  Naat Lyrics
  2. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  3. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  4. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  5. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  6. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  7. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  8. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  9. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  10. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  11. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  12. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  13. aaka ko pukar bande aaka pukar
  14. Aadha Idhar Aadha Udhar
  15. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  16. Tala Al Badru Alyna
  17. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  18. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  19. Gham Hogaye Be Shumar Aaqa  Naat Lyrics
  20. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina

Leave a comment