Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta

Lab pe Naate Paak ka naghma kal bhi ta aur aaj bhi he
Meri Nabi se mera rishta kal bhi ta aur aaj bhi he

Past who kaise hosakta he jis ko Haqq ne buland kiya
Dono jahan me Un ka charcha kal bhi ta aur aaj bhi he

Aur kissi jaanib kyu jaa?e aur kissi ko kyu dekhe
Apna sub kuch Ghumbade Khazra kal bhi ta aur aaj bhi he

Fikr nahein he hum ko kuch bhi dukh ki dhoop ghari to kya
Hum par unke fazl ka saaya kal bhi ta aur aaj bhi he

Batla do Ghustaaq Nabi ko ghairat Muslim zinda ho
Deen pe mar mitne ka jazba kal bhi ta aur aaj bhi he

In ke Dar se sub ho aaye jaana saka to ekh Sabhi
Ye ke ekh Tasweer tamanna kal bhi ta aur aaj bhi he


Related Content

  1. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  2. Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
  3. Al Nabi Sallu Alai
  4. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  5. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
  6. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  7. Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
  8. Aey Saba Mustafa Se Keh Dena
  9. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  10. Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics
  11. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  12. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  13. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  14. Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
  15. Barhy jo karky vo
  16. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  17. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  18. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  19. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)
  20. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay

Leave a comment