Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics

DIL SE HAZAAR BAAR MADINAH TUJHE SALAAM

Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhay Salaam

Lareib Kharay Dasht E Madina Kay Husn Par
Qurban Lalazaar Madina Tujhay Salaam

Tujhse Mitti Hamesha Meri Bekrariyaan
Tu Dil Ka Hai Qaraar Madina Tujhe Salaam

Tutay Mera Joh Daam To Madina Ho Samnay
Yeh Dil Ki Hai Pukaar Madinah Tujhe Salaam

Teiba Say Duur Kaisay Ujagar Rahay Ga Ab
Mushkil Hai Intizaar Madina Tujhay Salaam

Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam
Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhay Salaam


Related Content

  1. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  2. Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)
  3. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  4. Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
  5. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  6. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  7. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  8. Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
  9. Rab Mehfilan Sajayan
  10. YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
  11. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  12. Allah Ho Allah Ho Dum Ba Dum Allah Ho (Naat Lyrics)
  13. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  14. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  15. Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge  Naat Lyrics
  16. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  17. MEHBOOB DA MELA AE
  18. MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE
  19. Aa Gaye Sarkar Naat Lyrics
  20. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain    Naat Lyrics

Leave a comment