Aya na Hoga is Tarha, Husn o Shabab ret par
Gulshan e Fatima ke the, sare gulaab ret par
Jane Batool ke siwa, koi nahin khila saka
Qatra e aab ke bagheir, itne ghulaab ret per.
Jitne sawal ishq ne, aal e Rasool se kiye
Eik ke baad aik diye, sare jawab ret par.
Pyaasa Hussain ko kahoon, itna to be adab nahin
Lam se labe Hussain ko, tarsa hai aab ret par.
Ishq main kiya bachaiye, ishq mein kiya lutaiye
Ale Nabi ne likh diya. sara nissab reat par.
Ale Nabi ka kaam tha, ale Nabi hi ker gee
Koi na likh saka adeb aisi kitaab reit par
Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
Related Content
- Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
- Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho Naat Lyrics
- Ali Haidar ka gharana
- AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
- Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
- labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
- Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan Naat Lyrics
- Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
- Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam
- Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota (Naat Lyrics)
- Na Chedo Zirk E Jannat Naat Lyrics
- Shukr E Khuda Ki Aaj Ghari Us Safar Ki Hai Naat Lyrics
- aaka ko pukar bande aaka pukar
- Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
- Aaqa Ka Milad Aaya
- Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
- Aankhon ka taara naame Muhammed
- Uchiyan Uchiyan Shaana
- Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
- Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina