Ae Noor-e-mujjassim qad-e-zebaye muhammad
ankhon men chupa lun jo nazar aye muhammad
kursi py bithaya unhy mehboob bnakar
sab nabiyon men khaliq ko pasand aye muhammad
zanjeer bhi hilti rahi bistar bhi raha garm
ek pal men suvy arsh gaye aye muhammd
daman men chupa lo mujhy daman men chupa lo
parda na mery aib ka khul jaye muhammad
firdoos k guldasty liye phirten thi hureen
kehteen then kahan dafan hy shadaye muhammad
Ae Noor-e-mujjassim qad-e-zebaye muhammad
ankhon men chupa lun jo nazar aye muhammad
Ae Noor-e-mujjassim
Related Content
- Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
- Tere Ishq Di Dolat
- Gham Hogaye Be Shumar Aaqa Naat Lyrics
- Karam Karte Hi Rehate Ho Naat Lyrics
- Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah Naat Lyrics
- Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
- Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
- Mera Dil Tadap Raha Hai Naat Lyrics
- Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
- Rusul Unhi Ka To Muzdah Sunane Aaye Hai Naat Lyrics
- Ki Ki Na Kita Yaar Ney Eik Yaar Waste Naat Lyrics
- Na Chedo Zirk E Jannat Naat Lyrics
- Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
- Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
- JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
- Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon
- Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
- Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
- Ali Haidar ka gharana
- Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada Naat Lyrics