Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics

Mera Dil Tadap Raha Hai Mera Jal Raha Hai Seena
Ki Dava Vahi Milegi Mujhe Le Chalo Madina

Didare Mustafa Ko Ankhen Taras Rahi Hai
Dushwar Ho Gaya Hai Unke Bagair Jeena

Taswire Mustafa Jo Nazar Aa Rahi Hai Dil Me
Mai Yeh Sochta Hoon Dil Me Mera Dil Hai Ya Madina

Shabo Roz Bad Raha Hai Meri Tisnagi Ka Alam
Yeh Pyaas Kab Bujegi Mere Sakie Madina

Nahi Malo Zar To Kya Hai Mai Garib Hoon Yahi Na
Mere Ishq Tu Hi Le Chal Mujhe Janibe Madina

Mujhe Gardisho Na Chedo Mera Hai Koi Jaha Me
Mai Abhi Pukar Lunga Nahi Dur Hai Madina

Iqbal Naatvo Ki Bas Ek Ilteja Hai
Rahe Zindagi Salamat Mai Bhi Dekh Loon Madina


Related Content

  1. Kharab Hal Kiya Dil Ko Pur Malal Kiya  Naat Lyrics
  2. BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS
  3. Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor Jante Hain  Naat Lyrics
  4. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  5. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  6. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics
  7. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  8. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  9. Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya  Naat Lyrics
  10. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics
  11. AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN,
  12. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  13. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  14. Mujhe Rang De Maula
  15. Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein  Naat Lyrics
  16. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  17. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  18. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  19. Un Ki Nazar Mein
  20. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics

Leave a comment