Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics

Sun lo khuda ke waste apne Gada ki Arz

sun lo khuda kay wastay apnay gada ki arz naat lyrics

Sunni Musalman Mai Sunni Musalman Nat Lyrics

Sun Lo Khuda Ke Waste Apne Gada Ki Arz

Ye Arz Hai Huzur Bare Benawa Ki Arz

Sarkar Buleenge Sarkar Buleenge

Ghabrao Na Deewano Sarkar Buleenge

Hum Masjide Nabwi Ke Dekhenge Minaro Ko

Or Gumbade Khazara Ke Purnur Nazaro Ko

Hum Jake Madina Phir Wapas Nahi Aeenge

Ghabrao Na Deewano Sarkar …………………

Mil Jeengi Tabire Ik Roz Khwabo Ki

Gir Jeengi Diware Tum Dekhana Raho Ki

Phir Roz-Ae Akadas Par Hum Aansu Baheenge

Ghabrao Na Deewano Sarkar …………………

Jab Hashr Ke Maidan Mai Ik Hashr Bapa Hoga

Jab Faisla Ummat Ka Karne Ko Khuda Hoga

Ummat Ko Shahe Batha Daman Me Chhupeenge

Ghabrao Na Deewano Sarkar …………………

Lillaha Muhammad(Saw) Se Roodad Meri Kehna

Ye Puchh Ke Aaka Se Ai Hajiyo Tum Aana

‘Ishrat’ Ko Shahe-Batha Kab Aap Buleenge

Ghabrao Na Deewano Sarkar


Related Content

  1. ShaheMadina Naat Lyrics
  2. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  3. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  4. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  5. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  6. Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza  Naat Lyrics
  7. Aadha Idhar Aadha Udhar
  8. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  9. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  10. Gali Hondi Madine Di Lyrics
  11. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  12. KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS
  13. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  14. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  15. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  16. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  17. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  18. Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
  19. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  20. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)

Leave a comment