Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun

Bay Khud Kiye Detay Hain, Andaaz E Hijabana
Aa Dil Mein Tujhay Rakh Loon, Aie Jalwa E Janana

Kyun Aankh Milayi Thi, Kyun Aag Lagayi Thi
Ab Rukh Ko Chupa Baithay, Ker Kay Mujhay Deewana.

Jee Chahata Hai Touhfay Mein Behjoun Main Unhein Aakhein
Kay Darshan Ka To Darshan Ho, Nazranay Ka Nazrana.

Kyun Aankh Milayee Thi, Kyoon Aag Lagayee Thi
Ab Rukh Ko Chupa Baitha Kar Key Mujhay Dewana.

Peenay Ko To Pee Loun Ga Per Arz Zara Si Hai
Kay Ajmer Ka Saaqi Ho, Baghdad Ka Maikhana.

Bedam Meri Kismat Mein Sajday Hain Usi Ghar Kay
Chota Hai Na Choutay Ga Sang E Dar E Janana.


Related Content

  1. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  2. TARON MEIN ROSHNI
  3. Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do  Naat Lyrics
  4. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  5. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  6. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  7. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  8. MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS
  9. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  10. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  11. Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
  12. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  13. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  14. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  15. Tajallia Ey Noor Fidam Ghaus E Azam  Naat Lyrics
  16. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  17. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  18. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  19. Aaqa Ka Milad Aaya
  20. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gae Ghum Beshumar Naat Lyrics

Leave a comment