Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai

Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate

Teri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate Sajaate

Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai

Mera Yeh hai Emaan,Yeh Mera Yakeen Hai -Mere Mustafa Sa Na Koi Haseen Hai

Ke Rukh Unka Dekha Hai Jabse Qamar Ne Nikalta Hai Moo Ko Chupate Chupate

Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai

Qayamat Ka Manzar Bada Purkhatar Hai – Magar Mustafa ka Jo Deewana Ho Ga

Who Pul Pay se Guzre Ga Masroor Ho Ke – Naara Nabi Ka Lagate Lagate

Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai

Mere Lab Pe Mola,Na Koi Sada Hai – Fakat Mujh Nikamme ki Yeh Hi Dua Hai

Meri Saans Nikle Dar-e- Musftafa Pe – Gham-e-Dil Nabi Ko Sunate Sunate

Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate

Teri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate Sajaate

Yeh Mana ke Ek Din Aani Kaza Hai – Magar Dosto Tumse Yeh iltaja Hai

Ke Shehr-e-Muhammad Ki Har Ek Gali Se – Jaza Uthana Ghumaate Ghumaate

Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate

Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai

Na Kaabe Se Matlab Na Masjid ki Chahat – Fakat Dil Main Haakim Tamanna Yahi Jo Mil Jaaye Naksh-e-Kafay Paaye Ahmed -Tu Mar Jaayen Sir ko Jhukate Jhukate

Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate

Teri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate Sajaate

Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai


Related Content

  1. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  2. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  3. Sunni Musalman Mai Sunni Musalman  Naat Lyrics
  4. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  5. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  6. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  7. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  8. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye
  9. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  10. LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
  11. Mera Dil Madina Bana De Ya Rasoolallah  Naat Lyrics
  12. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  13. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  14. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  15. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  16. Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics
  17. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  18. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  19. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  20. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics

Leave a comment