Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye

Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
Aaj Dunia Main Khair-Ul-Wara Aa Gaye

Bazm-E-Konain Main Har Taraf Shoor Hay
Mustafa Aa Gaye Mujtaba Aa Gaye

Arsh Walay Mubarak Dainy Lagay
Farsh Walo Habib-E-Khuda Aa Gaye

Koon Daita Hay Dainy Ko Moonh Chahaye
Dainay Wala Hay Sacha Hamara Nabi
Kia Khabar Kitnay Taray Khilay Chup Gaye
Par Naan Dobay Naan Doba Hamara Nabi

Har Taraf Hay Niazi Saman Eid Ka
Mustafa Aa Gaye Mujhtaba Aa Gaye

Har Taraf Teergi Thi Na Thi Roshni
Aap Aaye To Sub Ko Mili Roshni.

Khilkate Awaleen Khatamal Mursaleen
Aap Pehli Kiran Aakhri Roshni.

Mustafa Ki Men Tauseef Karta Raha
Umar Bhar Mere Ghar Men Rahi Roshni.

To Do Jahan Ka Ujala Hamara Nabi
Hai Bari Shaan Wala Hamra Nabi.

Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
Aaj Dunia Main Khair-Ul-Wara Aa Gaye..


Related Content

  1. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  2. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  3. Rab Mehfilan Sajayan
  4. Yah Kis Shahnsha Ki Aamad Aamad Hai (Naat Lyrics)
  5. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain    Naat Lyrics
  6. Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
  7. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  8. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  9. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  10. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  11. Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
  12. TARON MEIN ROSHNI
  13. Ni Mitiyye Madeene Diye
  14. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  15. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  16. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  17. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  18. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  19. Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho  Naat Lyrics
  20. aaka ko pukar bande aaka pukar

Leave a comment