Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya  Naat Lyrics

Eid-E-Nabvi Ka Zamanah Aa Gaya
Lab Peh Khushiyon Ka Tharana Aa Gaya

Har Sitarey Ko Mili Hai Roshani
Har Kali Ko Muskurana Aa Gaya

Har Tharaf Salle Ala Ki Dhoom Hai
Wajd Mein Sara Zamana Aa Gaya

Parcham Deen Muhammad Ho Buland
Kafir Ko Gardan Jukana Aa Gaya

Kyun Na Ho Qismat Key Maron
Paas Rehmat Ka Khazana Aa Gaya

Aaj Chamkado Dar-O-Deewar Ko
Aashiqon Ka Din Suhana Aa Gaya

Shaad Hunton Peh Hai Naat Mustafa
Haath Bakhshish Ka Bahanah Aa Gaya


Related Content

  1. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  2. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  3. Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam
  4. Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
  5. Apni Lagan Laga De
  6. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  7. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  8. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  9. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  10. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  11. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  12. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  13. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  14. Aaqa Ka Milad Aaya
  15. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  16. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  17. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  18. Al Nabi Sallu Alai
  19. Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi
  20. Phir Ke Gali Gali Tabah  Naat Lyrics

Leave a comment