Aawaz panch waqt lagati hai momino

Aawaz panch waqt lagati hai momino

Aao namaz hamko bulati hai momino

Aa jao momino aa jao momino



Hayyalassat ki aawaz jab suno

Chaldo namaz ke liye har kam chhor do

Aawaz panch waqt lagati…………………..



Do sab baro ko pyaar se dawat namaz ki

Dalo tum apne bachon ko aadat namaz ki

Aawaz panch waqt lagati…………………..



Batladu kese milta hai kya kya namaz me

Had ye ke rab semilta hai banda namaz me

Aawaz panch waqt lagati…………………..



Farmane mustafa(saw) hai ye din ka sukun hai

Thandak hai aankh ki ye dilo ka sukun hai

Aawaz panch waqt lagati…………………..



Tablig me namaz ki mashgul me rahu

Ye ek kam mere khuda umra bhar karu

Aawaz panch waqt lagati…………………..


Related Content

  1. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  2. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  3. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  4. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  5. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  6. Hamen Donon Jahan Mein Hai Sahara Gause-Azam Ka Lyrics
  7. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  8. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  9. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  10. Islam Zindabad, Islam Zindabad
  11. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  12. Mujhe Rang De Maula
  13. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  14. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  15. Kuch Aisa Kar De Mere Kirdgaar Aankho Me  Naat Lyrics
  16. Aap aye duniya vich door hoye gham
  17. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  18. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics
  19. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  20. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics

Leave a comment