Kis Chiz Ki Kami Hai Maula Teri Gali Main  Naat Lyrics

Kis Chiz ki Kami he Maula teri Gali mein

Duniya Teri Gali mein uqba Teri Gali mein

Diwangi pe meri Haste he aqalwale

Rasta teri gali ka puchha Teri gali mein

Diwana kar diya he Diwana ho gaya hu

Dekha he Maine Aisa jalwa Teri gali mein

Mauto Hayat Meri Dono Tere liye he

Marna Teri gali mein Jina teri gali mein

Kis Tarah pao Rakhe YaSahibe Bashirat

Aankhe bichi huwi he “Har” jaa teri gali mein

Suraj Tajallio ka har dam chamak Raha he

Dekha nahi kisi Din Saya Teri gali mein

Amjad ko Aaj tak ham Adna samajh rahe the

Lekin Maqam uska paya teri gali mein


Related Content

  1. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  2. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  3. Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar
  4. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  5. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics
  6. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  7. Qaseeda E Mearaj  Naat Lyrics
  8. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  9. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  10. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  11. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  12. Noori Mahfil Lyrics
  13. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  14. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  15. LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
  16. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  17. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Naat Lyrics
  18. Ali Haidar ka gharana
  19. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  20. May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)

Leave a comment