Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)

Haqeeqat me woh lutfe zindagi paya nehi karte,
jo yaad e Mustafa dil ko garmaya nehi karte

ZabaN parr shikwae ranj o alam laya nehi karte,
Nabi ke naam lewa gham se gabraya nehi karte

Yeh he darbaar Aqa ka yahaaN milta he bemange,
Are nadaN yahaan daman ko phelya nehi karte

Yeh darbaar e Mohammad he Yahaan apno ka kya kehna,
Yahaan se hath khali gher bhi jaya nehi karte

Are o na samaj qurbaan hoja onke roze perr,
yeh lamhe zindagi me baar baar aya nehi karte

Mohammad Mustafa ki shaan e rehmet to zarah dekho,
sittam sehte to hain lekin sittam daya nehi karte

Mohammad Mustafa ke baagh keh sabh phool aise hain,
Yeh bepaani ke tarr rehte hain murjaya nehi karte

Nadamat sath le karr hashr me ae asio jana,
sonna he sharm walo ko woh sharmaya nehi karte

Aggar ho jazba e sadiq to aksar humne dekha he,
woh khud tashreef le ate hain tarpaya nehi karte

Jo inke damaan e rehmet se wabasta hain ae Hamid,
Kissi ke samne woh hath phelaya nehi karte

Haqeeqat me woh lutfe zindagi paya nehi karte,
jo yaad e Mustafa se dil ko garmaya nehi karte


Related Content

  1. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  2. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  3. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
  4. Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah  Naat Lyrics
  5. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  6. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  7. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  8. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  9. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  10. Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
  11. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  12. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  13. Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
  14. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  15. Fida Kr Ishq-e-Nabi Par Jaan  Naat Lyrics
  16. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  17. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  18. Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza  Naat Lyrics
  19. Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte  Naat Lyrics
  20. Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho  Naat Lyrics

Leave a comment