Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics

Ae saba Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain

Yaad karta hain tum ko sham-o-sahar, dil hamare salam kahte hain,

Allah Allah Huzur ki baatein, marhaba marhaba Rungo Noor ki baatein,

Chand jinki balaaye leta hain, aur taare salam kahte hain,

Jab Muhammad ka naam aata hain, rahmaton ka payaam aata hain,

Lab hamare Durood parte hain, dil hamare salam kahte hain,

Allah Allah Huzur ki ghesu, bheeni bheeni mahekti woh khushbu,

Jin se maamur hain fiza he so, woh nazaare salam kahte hein,

Zaire Taiba tu Madine mein, pyaare Aaqa se itna kah dena,

Aap ki gard-e-raah ko Aaqa, be-sahare salam kahte hain,

Zikr tha aakhiri mahine ka, tazkira chird gaya Madine ka,

Hajiyo Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain.

Aye saba Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain,

Yaad karta hain tum ko sham-o-sahar, dil hamare salam kahte hain.


Related Content

  1. karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics
  2. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  3. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
  4. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
  5. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  6. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  7. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  8. Chand Se Unke Chehre Par Ghesue Mushk Faam Do   Naat Lyrics
  9. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  10. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  11. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  12. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  13. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  14. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
  15. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  16. Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics
  17. Ya Nabi Ya Nabi
  18. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  19. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  20. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala

Leave a comment